Mujhe phir tabaah kar mujhe phir rula ja
Sitam karne wali kahi se tu aaja
Mujhe phir tabah kar mujhe phir rula ja
Sitam karne wali kahin se tu aaja
Kahin se tu aaja
Aankho mein teri surat basi hai
Teri hi tarah tere gham bhi hasin hai
Tu jo nahin hai to kuchh bhi nahi hai
Yeh mana ki mehfil jawan hai hasin hai
Tu jo nahi hai to kuchh bhi nahi hai
Jidhar bhi yeh dekhe jahan bhi yeh jaaye
Tujhe dhundhti hain yeh pagal nigahe
Jidhar bhi yeh dekhein jahan bhi yeh jaaye
Tujhe dhundhti hain yeh pagal nigahe
Yeh pagal nigahe
Main zinda hun lekin kahan zindagi hai
Meri zindagi tu kahan kho gayi hai
Tu jo nahin hai to kuchh bhi nahin hai
Yeh mana ki mehfil jawan hai hasin hai
Tu jo nahi hai to kuchh bhi nahin hai
Comments
Post a Comment
Type whats in your mind. Please note that comments with links shall not be published.